Idea free 30 GB 4g data {2023} – Official idea trick

5/5 - (4 votes)

Idea free 30 GB 4g data

Hi, jamana 4g use kar raha hai to kun na aap or hum bhi 4g ka labh uthen kafi time se soch raha tha ki idea trick 4g ke baren men kuch apne eHow hindi ke doston ko bataun to aaj mere ko thoda sa moka mila, To doston aaj main aap ko bataunga ki aap Free main Idea free 30 GB 4g data kese prapt kar sakten hain.

Aap bhi chahten honge ki idea 4G use karke dekha jae or idea free 30 gb 4G internet ka anand uthaya jae, main to Idea 4G ka bahut dinon se anand le raha hun bahut hi fast internet hai idea 4G ka, weshe to internet speed aap ke area ke signal or tower pe depend karta hain, abhi bhi kafi area main idea ka 4G bahut badiya kam nahi kar raha hai majar idea ne apna 4G pure india main suru to kardiya hai, to legiya main aap ko step by step batane ja raha hun ki aap Idea 30GB 4G internet free main keshi prapt kar sakten hain.

BSNL Unlimited Offer

idea free 1 gb 4g trick

1. Official Idea free 30 GB 4g Internet

  1. Sab se pehel aap Ideacellular.com/4g par jaen.
  2. Page ko thoda neche kar ke (Ready to push your Internet experience to the 4th gear?) main ja kar apna idea number dalen or Go button par click kaen.
  3. Ab aap ke pass ek form aaega usmain apni details bhar kar Submit karen.
  4. Aap ko ek message dikhae dega “Dear customer, we have received your request of 4G SIM Delivery via request. Your new sim will dispatch in 22 hrs 0 min
  5. Jab aap ko idea 4G sim mil jaega to uske bad aap ko apna 30GB 4G free internet activate karna hai.
  6. Apne 4G mobile pe 4G sim lagake ek message type karen GO4G or use 12345 pe send karen.
  7. Bas ho gya aap ke 4G number pe 48 hrs ke andar andar 30GB data activate ho jaega.

JIO Unlimited Offer

2. Get 40 GB Free 4G Idea Internet

  • Sabse pehale 121363 dial karen.
  • Offer sirf 4G handset customers ke liye hai.
  • Aap ko 121363 pe dial karna jaruri hai.
  • Aap is offer ko sir ek bar hi le sakten hai.
  • Offer sirf prepaid customers ke liye hai.
  • Yah offer sirf 30 days ke liye hai.
  • Aapko 1 GB data daily istemal karne ko milega.

Terms and Conditions :

  1. Aap ko 30GB free 4G data 10 din ke liye milta hai.
  2. Aap ke old 3G sim ke 4G sim hone ke 5 din ke andar andar aap ko GO4G SMS 12345 pe send karna hoga.
  3. Is subidha ko lene ke liye aap ke pass 4G wala mobile phone hona jaruri hai.
  4. Is offer ka sahi se labh uthane ke liye aap ke area main 4G active hona jaruri hai.

To agar ye sare chejen hai aap ke pass to aap ko idea 4G ka labh uthane se koi nahi rok sakta, to turan apna 4G idea sim mangwaen or idea 4G ka labh uthaen.

Wese to idea ki service hamare area me kuch khash nahi hai mere pass idea ka 3g sim tha fir mene use 4g me upgrade kiya socha kuch speed milegi par kuch nahi hua. Idea kuch jagahon me bahut hi bekar hai jaise mere area me. Pehle mere ghar me idea ke 6 connection the or ab bas number ko bachane ke liye idea ka recharge karten hai baki kishi kam ka nahi raha hai idea. To is Idea free 1 GB 4g trick ka kya karna.

Agar aap ke erea me idea 4g badhiya kam karta hai to aap is trick ka labh utha sakten hai nahi to is ka koi fayada nahi hai. Badhiya tarika yah hai ki pehle check karen ki aap ke area me kon sa network badhiya kam karta hai fir us ka SIM hi use karen.

Idea Free Data Offer

Idea Today Internet Offer

Users Offers

Idea Free 2GB 4G dataCall on 121363New Users
Idea Free data numberCall on 121365user-specific
Idea Free Data CodeDail 51111New Users
Get Free-Net USSD Code*800*888#All User Offer
Idea postpaid internet user*999#App Offer
Idea Free Data BonusMissed Call Free DataFirst UPI Transaction
Idea Free Data NumberIdea App OfferNew Users
Idea customer care12345customercare@idea.adityabirla.com

Kishi bhi parkar ke jankari ke liye neche comment karen, main koshis karunga aap ki puri madad karne ki, Post ko padne ke liye aap ka aabhar.

3 thoughts on “Idea free 30 GB 4g data {2023} – Official idea trick”

Leave a Comment

logo

eHowHindi, "क्यूँ और कैसे" में Tips and Tricks हिंदी में बताए जाते है। eHowHindi का लक्ष्य आप तक सही और बेहतरीन जानकारी पहुँचाना है।

eHowHindi को 2015 में शुरू किया गया था। आप को यहाँ पर ब्लॉगिंग, बेस्ट होस्टिंग, वर्डप्रेस, अपना ब्लॉग कैसे बनाएं, Technology से जुडी जानकारी मिलेंगी।

त्वरित सम्पक

Home

About

Contact

Privacy Policy

Sitemap

Best Hosting

best hosting offer